HUM HAI PRABHU KA SWARGIYA GHARAANA

हम है प्रभु का स्वर्गीय घराना
जिसमे प्रभु खुद ही रहता है


हम है प्रभु का स्वर्गीय घराना
जिसमे प्रभु खुद ही रहता है

कैसा सुन्दर है प्रभु का घराना (2)
चारों दिशाओं से बुलाया है
(2)
एक देह बने हैं नाता है लोहू का
(2)
चाहे हजारों भाषा से हैं
(2)

हम है प्रभु का स्वर्गीय घराना
जिसमे प्रभु खुद ही रहता है


एक नया मनुष्य हम को बनाया (2)
स्वर्गीय कुटुम्ब के तो हम सब है
(2)
एक साथ मिलकर गठहर रहते
(2)
ईश्वर का डेरा हम बनते हैं (2)


हम है प्रभु का स्वर्गीय घराना
जिसमे प्रभु खुद ही रहता है


मन में विश्वास और दृढता, आशा है (2)
यात्रा में जयवन्त उत्साही हैं (2)
जग के लिए हम आदर्श बने हैं (2)
शत्रु की हार पूरी इसी में है (2)


हम है प्रभु का स्वर्गीय घराना
जिसमे प्रभु खुद ही रहता है


हम है प्रभु का स्वर्गीय घराना
जिसमे प्रभु खुद ही रहता है
Hum hai prabhu ka swargiya gharaana
Jis mein prabhu khud hi raheta hai

Hum hai prabhu ka swargiya gharaana
Jis mein prabhu khud hi raheta hai

Kaisa sundar hai prabhu ka gharaana (2)
Charoon dishaon se bulaaya hai (2)
Ek deh bane hain naata hai lohu ka (2)
Chaahe hazaaron bhaasha se hain (2)

Hum hai prabhu ka swargiya gharaana
Jis mein prabhu khud hi raheta hai

Ek naya manushy hum ko banaaya (2)
Swargiya kutumbh ke to hum sab hai (2)
Ek saath milakar ghathar rehate (2)
Eeshwar ka dera hum banate hain (2)

Hum hai prabhu ka swargiya gharaana
Jis mein prabhu khud hi raheta hai

Man mein vishvaas aur drudtha, aasha hai (2)
Yaatra mein jayavant utsaahee hain (2)
Jag ke liye hum aadarsh bane hain (2)
Shatru kee haar pooree isee mein hai (2)

Hum hai prabhu ka swargiya gharaana
Jis mein prabhu khud hi raheta hai

Hum hai prabhu ka swargiya gharaana
Jis mein prabhu khud hi raheta hai